ഓരം ചേര്ന്ന് കൂട്ടം തെറ്റി നടക്കാന് ഇഷ്ടപെടുന്ന വന്റെ വാക്കുകള് ........... ഇവിടെ നിലനില്ക്കാന് നിലനില്ക്കുന്നവരുടെ കൂടെ ചേരണമെന്നതില് ക്ഷോഭം കൊള്ളൂന്നവന്റെ ചിന്തകള് .............
kuch door hamaare saath chalo ham dil ki kahaani kah dengesamajhe na jise tum aankhon se wo baat zabaani kah dengephoolon ki tarah jab honthon par ik shok tabassum bikharegadheere se tumhaare kaanon mein ik baat puraani kah dengeizahaar-e-wafa tum kya samajho iqaraar-e-wafa tum kya jaanoham zikr karenge gairon ka aur apani kahaani kah dengemausam to bada hi zaalim hai toofaan uthaata rahata haikuch log magar is halachal ko badamast jawaani kah denge
kuch door hamaare saath chalo ham dil ki kahaani kah denge
ReplyDeletesamajhe na jise tum aankhon se wo baat zabaani kah denge
phoolon ki tarah jab honthon par ik shok tabassum bikharega
dheere se tumhaare kaanon mein ik baat puraani kah denge
izahaar-e-wafa tum kya samajho iqaraar-e-wafa tum kya jaano
ham zikr karenge gairon ka aur apani kahaani kah denge
mausam to bada hi zaalim hai toofaan uthaata rahata hai
kuch log magar is halachal ko badamast jawaani kah denge